SAARI KI SAARI 2.0 LYRICS - DARSHAN RAVAL

SAARI KI SAARI 2.0 LYRICS - DARSHAN RAVAL

Saari ki Saari 2.0 is sung by  darling of romance Darshan Raval along with Asses kaur and music is given by Lijo george.

SAARI KI SAARI 2.0 LYRICS




Door hoke bhi paas mere ho

Sapno se aage ab tum
Hakeekat ban chuke ho
Door hoke bhi paas mere ho
Sapno se aage ab tum
Hakeekat ban chuke ho

Ye dard hain jo tere
Tu karde unko mere
Meri har dua mein tu
Par hakeekat mein kahaan

Saari ki saari meri hai tu
Tujhko kabhi na main baantun
Hara dil hara tujhpe main aise
Behoshi ke alam ho jaise

Saari ki saari meri hai tu
Tujhko kabhi na main baantun
Hara dil hara tujhpe main aise
Behoshi ke alam ho jaise

Yaaden meri aayein jab bhi
Soch lena kareeb hu main
Khwab mere aaye jab bhi
Palkon ke neeche hi hu main

Ye dard hain jo tere
Tu karde unko mere
Meri har dua mein tu
Par hakeekat mein kahaan

Saari ki saari teri hu main
Kabhi door tujhse na jaaun
Chaahe lage barson aane mein mujhe
Phir door tujhse na jaaun

Saari ki saari meri hai tu
Tujhko kabhi na main baantun
Hara dil hara tujhpe main aise
Behoshi ke alam ho jaise




Song Credits

Song name : Saari Ki Saari 2.0 Lyrics & Composer : Darshan Raval Singer : Darshan Raval & Asees Kaur Music : Lijo George Mixed & Mastered by : Lijo George Video Art Work & Editing : Dhwani H. Trivedi & Rahul P. S. Digital Distribution: KGV Kiran Kumar & Team ( Believe India ) Legal Consultant : Priyanka Khimani (Anand and Anand & Khimani) Indie Music Digital Team : Avish Patel
Oldest